JAAGTEE RAAT
By Dr. Samreen Ansari
Faseel-ae-shab pe dharaa dard ka chaand tuloo honay ko hai jaagtee aankhon main phir ek rat jagaa honay ko hai taan ker yaadon ki chaadar orh ker tanhaee ko hum bhi sastaa lain ke dil ka phir zayan honay ko hai......."